Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai

Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,

Palkonke galiyon me chehre bahaaron ke hasthe hue
Hai mere khabonke kya kya nagar in mein basthey hue ooo
Palkonke galiyon me chehre bahaaron ke hasthe hue
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley,
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
Inme mere aanewaley zamaane ki tasveer hai
Chahat ke kaajal se likhee hui meri taqdeer hai Ooo
Inme mere aanewaley zamaane ki tasveer hai
Ye uthe subaha chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
Ye uthe subah chaley, ye jhukhe shaam dhale,
Mera jeena mera marna inhi palkonke thaley
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
Teri aankhon ke siva duniya me rakha kya hai
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.