Aisi uljhali Nazar unse hat ti nahi
Dant se reshmi dorr kat ti nahi
Umrr kab ki baras ke sufayad ho gayi
Kari badri jawaani ki chhatti nahi
Vallah yeh dadhkan Badhne lagi
Chere ki rangat udne lagi
Dar lagta hai tanha sone mein jee
Dil to Baccha hai Jee
Dil to Baccha hai Jee
Thoda kaccha hai jee
Haan
Dil to Baccha hai Jee
Aisi uljhali Nazar unse hat ti nahi
Dant se reshmi dorr kat ti nahi
Umrr kab ki baras ke sufayad ho gayi
Kari badri jawaani ki chhatti nahi
Ta ra ra rararar raa
Ta ra ra rararar raa
Ta ra ra rararar raa
Kisko pata tha
Pehlu mein rakkha
Dil aisa baagi bhi hoga
Hum to hamesha Samjhte
koi hum jaisa haan ji hi hoga
Haye Zor Kare Kitna Shoor Kare
Bewajah Baaton mein Aaive Gaur Kare
Dil Sa koi kameena nahi
Koi to roke
Koi to toke
Iss umrr mein abb
Khaaoge Ke dhoke
Dar lagta hai Ishq karne mein jee
Dil to Baccha hai Jee
Dil to Baccha hai Jee
Thoda kaccha hai jee
Haan
Dil to Baccha hai Jee
Aise udasi baithi hai dil pe
Hasne se ghabra rahe hain
Sari jawaani katra ke kati
Bidi mein takra gaye hain
Dil dhadkta hai to
Aise lagta hai woh
Aa raha hai yahin
Dekhta hi na ho
Prem ki maare katar re
Tauba Yeh lamhe Katte nahi kyun
Aankhon se mere Hatte nahi kyun
Dar lagta hai kuch se kehne mein jeee
Dil to Baccha hai Jee
Dil to Baccha hai Jee
Thoda kaccha hai jee
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.