Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Ho kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Ho kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga
Tu phir na soya hoga, shayad phir roya hoga
Aasu meri palkon pe, yun hi na aaya hoga
Dena mujhko aawazein ya sunn meri fariaadein
Ghere hain mujhko yaadein, bin tere
Tujhe hi bas paana chaahoon khud ko
main khona chaahonn
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Dil ne ibaadat ki hai,
teri bas chahat ki hai
Dil ne ibaadat ki hai,
teri bas chahat ki hai
Likhaaya arziyon mein,
tujh bin jina nahin hai
Mujh mein ab main kahan hoon
tujh mein rehne laga hoon
Main toh bas jee raha hoon,
bin mere
Tujhe khwaab mein dikhna chaahoon
teri saans mein khona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Ho kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Ho kar le kabool khudaya mere
sajde ab toh naseeb mein kujh likh de
Tu phir na soya hoga,
shayad phir roya hoga
Tu phir na soya hoga,
shayad phir roya hoga
Aasu meri palkon pe,
yun hi na aaya hoga
Dena mujhko aawazein ya
sunn meri fariaadein
Ghere hain mujhko yaadein,
bin tere
Tujhe hi bas paana chaahoon
khud ko main khona chaahonn
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Dil ne ibaadat ki hai,
teri bas chahat ki hai
Dil ne ibaadat ki hai,
teri bas chahat ki ha
Likhaaya arziyon mein,
tujh bin jina nahin hai
Mujh mein ab main kahan hoon
tujh mein rehne laga hoon
Main toh bas jee raha hoon,
bin mere
Tujhe khwaab mein dikhna chaahoon
teri saans mein khona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe,
marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga,
na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdir mein mujhko,
woh ab do likh raha hoga....!
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.