Wednesday, February 26, 2014

Sari sari raat soye na hum...(Khiladi 786)

Jo tenu vehkiyaa, saansein gayi tham
Sari sari raat soye na hum
Sari sari raat soye na hum
Sari sari raat soye na hum
Sari sari raat soye na hum
Palkaan di chhaavan, thandi hawaavan
Main mangu duaavan
Palkaan di chhaavan, thandi hawaavan
Main mangu duaavan
Oh rabba ve

Sari sari raat soye naa hum
Sari sari raat soye naa hum
Jo tenu vehkiyaa saansein gayi tham
Sari sari raat soye naa hum

Ik pal mein dil yeh betaabiyon ko
Haal-e-Tamana kaise bataaye
Sau afsaane hain, sau-sau baatein hain
Jaan-e-Tamanna kaise sunaaye
Pehli mulaqaat pehli baat
Pehli baarish ki fariyaad...

Sari sari raat soye naa hum
Sari sari raat soye naa hum
Jo tenu vehkiyaa saansein gayi tham
Ssari sari raat, soye naa hum

Gili siyaahi se kore kaagaz par
Naam tera hum likha karte thay
Furqat mein hum yun aksar baith kar
Chaaron deeewaron ko dekha karte the
Tum ho sahara, tum ho wafaa
Mere labon ki tum ho duaa...

Saari sari raat soye naa hum
Saari sari raat soye naa hum
Jo tenu vehkiya saansein gayi tham

Saari sari raat.....!

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.