Sunday, March 2, 2014

Ho Thoda sa Pyaar

Ishq Se Khuda Bhi
Ishq meri jaan bhi hai
Ishq se Pretha
Tu hi rasm-o- jaan bhi hai

Kabhi Mein Jeena chaun
Kabhi mein Bhulun jeena
Kabhi mein mangu duyain sua Baaar
Ho Thoda sa Pyaar
 

Kabhi mein chaun yeh ho
Kabhi mein chaun woh ho
Kabhi mein bhi kisi ka karun intezzzar
HO Thoda sa Pyaar

Thoda Sa Badle
Thosa Sa Behele
Thoda sa Machle
 

Yeh Dil Khaawab ki paar
Meri bhi hai Tamana
Kisi Ka to hai Banna
Kisi se jootha Roothun
Karun Mein takrar
Ho Thodaa sa Pyaaar

Milta hi nahi
 

Dhondha Hai Lakh
woh chehra Zamane mein
Jisko roz hi aata hai naam sa
Dil ke fasane mein

Milta hi nahi
 

Dhondha Hai Lakh
woh chehra Zamane mein
Jisko roz hi aata hai naam sa
Dil ke fasane mein

Rozana use dhondun
Rozana use Bhulun
Rozana Pa lun Khayalon pe sawar
HO Thoda Sa Pyaar

 

Ishq Se Khuda Bhi
Ishq meri jaan bhi hai
Ishq se Pretha
Tu hi rasm-o- jaan bhi hai

Labzon mein kahin
Jaane kyun khoyi hai
Meri kahani hi
Apni baaton ko
 

Accha hai Mein kahon
Apni zubani hi

Labzon mein kahin
Jaane kyun khoyi hai
Meri kahani hi
Apni baaton ko
 

 Accha hai Mein kahon
Apnii zubani hi

Zara sa mein jali hoon
Zarra sa mein bhuji hoon
Zara sa mein dhuan hooon
Hawaon pe sawaar
Thoda Sa Badle
Thosa Sa Behele
Thoda sa Machle
 

 Yeh Dil Khaawab ki paar
Meri bhi hai Tamana
Kisi Ka to hai Banna
Kisi se jootha Roothun
Karun Mein takrar
Ho Thodaa sa Pyaaar

 

Ho Thodaa sa Pyaaar
      Haan Thodaa sa Pyaaar....!

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.