Tu hi
Haan woh ghair hai, jo ke apna laga
Maangu
Teri khair main, ab toh apni jaga
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera
Teri in haathon ki lakeerein
Tum mila mere in haathon ki lakeeron se haan
Milti hai sabhi
Kaise naa milti tu ab mujhe
Jo lika meri
Kismat mein, naseebon mein haan
Tu toh hai wahi
Tu hi
Haan woh dard hai, jo sukoon hai mera
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera
Tu hi hai saanson ka humsafar
Ya hai zindagi jo jeenay ko kehti hai haan
Tu hi hai wahi
Khushi jo chaah gayi ghamo par
Ab toh har kahin jo raunak si rehti hai haan
Tu hi hai wahi
Tu hai
Haan woh payr main, jis ka hoon rasta..a
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera
Main toh karoon rab se dua
Mujhe de de har gham tera
Meri khushiyon ka vaasta
Mujhe de de har gham tera.......!
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.