Bann gaye tum meri zindagi
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Jab se tum ho mile, jaan o dil hain khile
Tumse baa basta hai, har khushi
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jab mile nahin thay tum, na thi khushiyan na gham
Tum mile toh badle zindagi ke yeh mausam
Ho sunn raha hai jo dua mera rab hai tujh mein
Har jagah tha kuch kam mila mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna tujhko aadat meri
Yun tujhe chaahana hai ibaadat meri
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan
Bann gaye tum meri zindagi
Aankhein sehra meri, tu hai bheega ik baadal
Meri khwaishon mein tu, teri liye main paagal
O ho tu hai behti nadi, dooba dooba main sahil
Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera hai haasil
Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai
Ik ujaala sa dil, ki panaahon mein hai
Tum ho mera pyar, tumse hai karaar
Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.