Saturday, February 15, 2014

Dekhoon tujhe to pyar aaye

 Dekhoon tujhe to pyar aaye, sine se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyar aaye sine se dil chala jaaye
Tere aane se pehle, tere jaane ke baad
Aati hai Aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataye
 
Dekhoon tujhe to pyar aaye sine se dil chala jaaye
Dekhoon tujhe to pyar aaye sine se dil chala jaaye

tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataye
Dekhoon tujhe to pyar aaye, sine se dil chala jaaye

Aankhon mein tera hi chehra rehta hai
yaadon pe tera hi pehra rehta hai
Nindon mein tere hi sapne sajate hai
 
Honton pe tere hi nagame bajate hai
o mere rehnuma, tujhse hai har dastaan
tu hi hai manzil meri, tu hi hai mera jahaan
tuhi hai mera jahaan
 
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataye
dekhoon tujhe to pyar aaye, sine se dil chala jaaye

Mujhpe jo chhaaya hai tera junoon hai
tu meri bechaini mera sukoon hai
tera pyaar hai sawaar mujhpe toh iss kadar
ik siva tere na aayi koyi nazar
Aur gehri huyi, dil ki gehraayiya
 
A bb toh inta nahi mujhko tanhaayiyan, mujhko tanhaayiyaan
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai, teri hi teri yaad
teri hi yaad sataye
 
dekhoon tujhe to pyaar aaye
sine se dil chala jaaye
dekhoon tujhe to pyaar aaye
sine se dil chala jaaye
dekhoon tujhe to pyaar aaye
sine se dil chala jaaye ....!

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.