Saturday, February 15, 2014

Haan mein jitni martaba

 Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe

Haan Haan Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe

Haan tu jeene ki vajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan

Haan haan haan Tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan
 
Haan Haan Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe

Haan Kya galti hai meri
Jo baaton mein teri
Aa gaya aa gaya dil mera

Haan Zamana chhodke
Hamesha ke liye
Ho gaya ho gaya dil tera

Haan Tu mera pyaar hai
Mera dil daar hai
Tu mera hai jahan

Haan haan haan
Yeh lamhe khas hain
Jo hum tum paass hain
Nahi hai duriyaan

Haan Haan Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe

Haan nigaahon mein rahun
Ya baahon mein rahun
Mein kabhi na kahin pe jaaun
Haan Iraada hai mera
Yeh Vaada hai mera
Naa kabhi main tujhe tadpaun

Haan Tujhe main dun khushi
Tu meri hai zameen
Tu hi hai aasmaa

Haan Haan haan Yeh meri zindagi
Hai tujh mein hai kahin
Hai jana kahan

Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh  
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe

Haan tu jeene ki vajah
Dikhe tu har jagah
Nazar jaaye jahan
Aa Aaa Aa Ki Tere saath hi
Chalegi har ghadi
Yeh meri daastan

Haan Haan Haan mein jitni martaba
Tujhe hoon dekhta yeh
Lagtaa hai mujhe
Haan haan haan tujhe hi dekh ke
Meri saansein chalein
Bataadun mein tujhe....!

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.