Saturday, February 15, 2014

Kyon hai yeh khamoshiyan

 Kyon  hai yeh khamoshiyan
Jaane kyon tehri hai hai zubaan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Kyon! hai yeh khamoshiyan
Jaane kyon tehri hai hai zubaan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Kyon Hai yeh majbooriyan
Jaane kyon bebas hai hum yahan
Jaane kyon tehri hai hai zubaan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Jo phele thi abb woh nahi hai hawaien
Kya ho gaya Hai yeh kaise bataein

Phele thi abb woh nahi hai hawaien
Kya ho gaya Hai yeh kaise bataein

Humne Socha nahi tha
Aaasun mein doobega Lamha khushi ka
Kaise yeh silsile hain
Haan pass phir bhi bahaut faslein hain

Kyon hain yeh tanhaiyan
Jane kyon suna sa hai jahan
Din jaise raat hai
Jaane kya baat hai
Rootha hua hai humse yeh sama

Jo phele thi abb woh nahi hai hawaaien
Kya ho gaya Hai yeh kaise bataein

Rishte bekhre hue hain
Phir se inhe jod le sochte hain

Raahein kehne lagi hai
Apni juda koi manzil nahi hai

Kyon! hai yeh khamoshiyan
Jaane kyon tehri hai hai zubaan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Kyon Hai yeh majbooriyan
Jaane kyon bebas hai hum yahan
Jaane kya hogaya
Mausam bhi hai naya
Sukhi zameen
Bheega hai aasmaan

Jo phele thi abb woh nahi hai hawaien
Kya ho gaya Hai yeh kaise bataein

phele thi abb woh nahi hai hawaien
Kya ho gaya Hai yeh kaise bataein.....!

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.